Shri Krishna Bhajan - Jara Itna Bata De Kanha

sawariya_krishna
Jara Itna Bata De Kanha is a popular Krishna bhajan, sung by Mridul Krishna Shastri. Through this song, devotees ask Lord Krishna about his true colors, forms, and pastimes, and he answers them.

Jara Itna Bata De Kanha, Ki Tera Rang Kala Kyon । Shlok- Shyam Ka Kala Badan, Aur Shyam Ghata Se Kala, Shaam Hote Hi, Gajab Kar Gaya Murli Wala ॥ Jara Itna Bata De Kanha, Ki Tera Rang Kala Kyon, Tu Kala Hokar Bhi Jag Se, Itna Nirala Kyon ॥ Mainne Kali Raat Mein Janm Liya, Aur Kali Gaay Ka Doodh Peeya, Kajre Ka Rang Bhi Kala, Kamli Ka Rang Bhi Kala, Isi Liye Mai Kala ॥ Sakhi Roz Hi Ghar Mein Bulati Hai, Aur Makhan Bahut Khilati Hai, Sakhion Ka Dil Bhi Kala, Isi Liye Mai Kala ॥ Mainne Kale Nag Par Nach Kiya, Aur Kale Nag Ko Nath Liya, Nagon Ka Rang Bhi Kala, Yamuna Ka Rang Bhi Kala, Isi Liye Mai Kala ॥ Sawan Mein Bijli Kadakti Hai, Badal Bhi Bahut Barasaten Hai, Badal Ka Rang Bhi Kala, Bijli Ka Rang Bhi Kala, Isee Lie Mai Kala ॥ Sakhi Nainon Mein Kajra Lagati Hai, Aur Nainon Mein Mujhe Bithati Hai, Kajre Ka Rang Bhi Kala, Nainon Ka Rang Bhi Kala, Isi Liye Mai Kala ॥ Jara Itna Bata Den Kanha, Ki Tera Rang Kala Kyon, Tu Kala Hokar Bhi Jag Se, Itna Nirala Kyon ॥

Disclaimer: The accuracy or reliability of any information/content/calculations contained in this article is not guaranteed. This information has been collected from various mediums/astrologers/almanac/sermons/beliefs/religious scriptures and presented to you. Our aim is only to provide information, its users should consider it as mere information. Additionally, the responsibility for any use remains that of the user himself.

© https://www.nakshatra.appAll Rights Reserved.