Default
Warm
Nature

Shri Khatu Shyam | Shyam Ke Deewane

khatushyam
Har Taklif Tum Jaanate Ho Bas Baba Tum Hi Ho Apne Khuli Aankhon Se Tum Dikhate Ho Band Aankhon Mein Bhi Tere Sapne O Raaho Mein Jo Main Bhatak Jaoon To Bas Tera Naam Hi Yaad Aaye Kya Lena Duniya Se Usko Jise Pyaar Shyam Baba Se Ho Jaye Ho Kab-Kab Tera Baba Main Deewana Ho Gaya Shyama Dar Tere Jab Se Aana Jana Ho Gaya Shyama Dar Tere Jab Se Aana Jana Ho Gaya Aansuon Ka Thikana Ab Ravana Ho Gaya Main Deewana Main Deewana Main Deewana Ho Gaya Shyama Dar Tere Jab Se Aana Jana Ho Gaya Tumne Hi Dekha Keval Yuddh Wo Saara Krishna Ke Sudarshan Ne Sabko Tha Mara Tumne Hi Dekha Keval Yuddh Wo Saara Krishna Ke Sudarshan Ne Sabko Tha Mara Devi Hardimba Se Liya Tum Gyan Paanch Pandavon Ka Toda Abhimaan Dekha Na Maine Kabhi Kahi Tum Jaisa Koi Balshali Ehsaan Kaise Chukaun Tumhara Jo Zindagi Meri Sambhali Ho Kab-Kab Tera Baba Main Deewana Ho Gaya Shyama Dar Tere Jab Se Aana Jana Ho Gaya Shyama Dar Tere Jab Se Aana Jana Ho Gaya Aansuon Ka Thikana Ab Ravana Ho Gaya Main Deewana Main Deewana Main Deewana Ho Gaya Shyama Dar Tere Jab Se Aana Jana Ho Gaya Mere Aansuon Ka Tum Ho Kinara Tera Saath Ho To Mujhko Sab Kuch Gavara Tera Saath Ho To Mujhko Sab Kuch Gavara Tum Sharan Main Hi Rakhna Mujhko Apni Gar Bhool Bhi Ho Jaye Mujhse Tum Hi Ho Ek Mera Sahara Phirna Na Nazar Kabhi Mujhse Sab Kuch Diya Bin Maange Mujhe Aur Maangu Bhi Main Kya Tum Se Dena Bhi Ho To Mujhe Tum Dena Ke Janmo Ka Saath Ho Tum Se Ho Kab-Kab Tera Baba Main Deewana Ho Gaya Shyama Dar Tere Jab Se Aana Jana Ho Gaya Shyama Dar Tere Jab Se Aana Jana Ho Gaya Aansuon Ka Thikana Ab Ravana Ho Gaya Main Deewana Main Deewana Main Deewana Ho Gaya Shyama Dar Tere Jab Se Aana Jana Ho Gaya
Disclaimer: The accuracy or reliability of any information/content/calculations contained in this article is not guaranteed. This information has been collected from various mediums/astrologers/almanac/sermons/beliefs/religious scriptures and presented to you. Our aim is only to provide information, its users should consider it as mere information. Additionally, the responsibility for any use remains that of the user himself.

Popular Tags

Durga Mata Bhajans and Songs | Worship of Mother Shakti Bhajans and devotional songs collection Krishna Bhajans and Songs | Radha-Krishna Devotional Music Collection Hanuman Bhajans and Songs | Bajrangbali Collection Ram Bhajans and Songs | Collection of praises of Lord Shri Ram